Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin, Urdu Ghazal By Satish Dubey Satyarth

Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satish Dubey Satyarth. Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرے جانے کا غم کم نہیں

ستیش دوبے ستیارتھ

تیرے جانے کا غم کم نہیں

چشم پھر بھی مری نم نہیں

دل کہیں اب لگے کیسے جب

گھر ہی میرا منظم نہیں

شہر بھر میں ہیں بسمل مگر

ڈھونڈھو تو کوئی مرہم نہیں

یہ بھی ہے اک اثر عشق کا

سب لٹا کر بھی کچھ غم نہیں

سب کی پیشانی پر سلوٹیں

کون ہے جو کہ برہم نہیں

اس کی نظر عنایت تو ہے

سلسلہ پر یہ پیہم نہیں

ستیش دوبے ستیارتھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin

Satish Dubey Satyarth

tere jaane ka gham kam nahin
chashm phir bhi meri nam nahin

dil kahin ab lage kaise jab
ghar hi mera munazzam nahin

shahr bhar mein hain bismil magar
DhunDho to koi marham nahin

ye bhi hai ek asar ishq ka
sab luTa kar bhi kuchh gham nahin

sab ki peshani par silwaTen
kaun hai jo ki barham nahin

us ki nazar-e-inayat to hai
silsila par ye paiham nahin

(720) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin written by Satish Dubey Satyarth at UrduPoint. Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin is one of the masterpieces written by Satish Dubey Satyarth. You can also find the complete poetry collection of Satish Dubey Satyarth by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satish Dubey Satyarth' above.

Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Jaane Ka Gham Kam Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.