TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai, Urdu Ghazal By Satish Dubey Satyarth

TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satish Dubey Satyarth. TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹکڑوں میں ملک جب بھی بٹتا ہے

ستیش دوبے ستیارتھ

ٹکڑوں میں ملک جب بھی بٹتا ہے

جسم کا کوئی حصہ کٹتا ہے

تیرا میرا جب آئے رشتوں میں

پھر کئی حصوں میں گھر بٹتا ہے

روز یوں جنگلوں کو کٹتا دیکھ

دھرتی کا بھی کلیجہ پھٹتا ہے

حوصلے اور جنوں کی دھار سے تو

پروتوں کا بھی سینا کٹتا ہے

یاد رہتی ہے جانے والے کی

لیکن اس کا اثر تو گھٹتا ہے

بات جب جان پر آ جاتی ہے

کون ہے پھر جو پیچھے ہٹتا ہے

ستیش دوبے ستیارتھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai

Satish Dubey Satyarth

TukDon mein mulk jab bhi baTta hai
jism ka koi hissa kaTta hai

tera mera jab aae rishton mein
phir kai hisson mein ghar baTta hai

roz yun jangalon ko kaTta dekh
dharti ka bhi kaleja phahTta hai

hausle aur junun ki dhaar se to
parwaton ka bhi sina kaTta hai

yaad rahti hai jaane wale ki
lekin us ka asar to ghaTta hai

baat jab jaan par aa jati hai
kaun hai phir jo pichhe haTta hai

(376) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai written by Satish Dubey Satyarth at UrduPoint. TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai is one of the masterpieces written by Satish Dubey Satyarth. You can also find the complete poetry collection of Satish Dubey Satyarth by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satish Dubey Satyarth' above.

TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like TukDon Mein Mulk Jab Bhi BaTta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.