Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta, Urdu Ghazal By Satish Mukhtalif

Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satish Mukhtalif. Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی بھی خواب ان آنکھوں میں بو نہیں سکتا

ستیش مختلف

کوئی بھی خواب ان آنکھوں میں بو نہیں سکتا

میں سونا چاہتا ہوں اور سو نہیں سکتا

میں اپنے آپ کا سب سے بڑا مخالف ہوں

مرے خلاف کوئی اور ہو نہیں سکتا

مرے ہی خوں سے سنی ہیں یہ انگلیاں میری

سو اپنا ہاتھ بھی گنگا میں دھو نہیں سکتا

تمام لوگ جدھر جا رہے ہیں سلسلہ وار

ادھر ہی میں بھی چلا جاؤں ہو نہیں سکتا

نئے سفر کے لیے وقت چاہیئے ہوگا

میں تھک چکا ہوں بہت خود کو ڈھو نہیں سکتا

ستیش مختلف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta

Satish Mukhtalif

koi bhi KHwab in aankhon mein bo nahin sakta
main sona chahta hun aur so nahin sakta

main apne aap ka sab se baDa muKHalif hun
mere KHilaf koi aur ho nahin sakta

mere hi KHun se sani hain ye ungliyan meri
so apna hath bhi ganga mein dho nahin sakta

tamam log jidhar ja rahe hain silsila-war
udhar hi main bhi chala jaun ho nahin sakta

nae safar ke liye waqt chahiye hoga
main thak chuka hun bahut KHud ko Dho nahin sakta

(179) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta written by Satish Mukhtalif at UrduPoint. Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta is one of the masterpieces written by Satish Mukhtalif. You can also find the complete poetry collection of Satish Mukhtalif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satish Mukhtalif' above.

Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Bhi KHwab In Aankhon Mein Bo Nahin Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.