Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke, Urdu Ghazal By Satyanishtha

Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satyanishtha. Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چند خوشیوں کے تخیل میں گزارا کر کے

ستیہ نسٹھ

چند خوشیوں کے تخیل میں گزارا کر کے

ہم نکل سکتے تھے آہوں سے کنارا کر کے

تیرے جانے سے نیا درد ابھر آئے گا

گر چلا جائے گا تو درد کا چارہ کر کے

جو ترے ہجر پہ بنتا تھا کئی سال وہ کام

لوٹ کر آ گیا میں سارے کا سارا کر کے

ہم اسی ہاتھ کو لگنے کے لیے بیٹھے ہیں

چھوڑ دیتا ہے ہوا میں جو غبارہ کر کے

میں بنا ناؤ جو جاؤں تو تماشہ ہوگا

ڈوب جاؤں گا میں کشتی کا سہارا کر کے

ستیہ نسٹھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke

Satyanishtha

chand KHushiyon ke taKHayyul mein guzara kar ke
hum nikal sakte the aahon se kinara kar ke

tere jaane se naya dard ubhar aaega
gar chala jaega tu dard ka chaara kar ke

jo tere hijr pe banta tha kai sal wo kaam
lauT kar aa gaya main sare ka sara kar ke

hum usi hath ko lagne ke liye baiThe hain
chhoD deta hai hawa mein jo ghubara kar ke

main bina naw jo jaun to tamasha hoga
Dub jaunga main kashti ka sahaara kar ke

(230) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke written by Satyanishtha at UrduPoint. Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke is one of the masterpieces written by Satyanishtha. You can also find the complete poetry collection of Satyanishtha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satyanishtha' above.

Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand KHushiyon Ke TaKHayyul Mein Guzara Kar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.