Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha, Urdu Ghazal By Satyanishtha

Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satyanishtha. Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب وصال کا منظر نفس نفس میں رکھا

ستیہ نسٹھ

شب وصال کا منظر نفس نفس میں رکھا

کچھ اس طرح سے خود اپنے کو اس کے بس میں رکھا

جو چڑیا ربط کے مرنے سے مر بھی سکتی تھی

اسے درخت سے لٹکے ہوئے قفس میں رکھا

کسی بدن کی تپش سے بچا لیا خود کو

یہ کس نے روح کے ٹکڑے کو بوالہوس میں رکھا

سکوت مرگ مجھے زندگی کے رہتے ملا

ہو جیسے خلوت غم نالۂ جرس میں رکھا

بھرم کا دائرہ ایک دن سمٹ بھی جانا ہے

تمام عمر کسے کس نے پیش و پس میں رکھا

ستیہ نسٹھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha

Satyanishtha

shab-e-visal ka manzar nafas nafas mein rakha
kuchh is tarah se KHud apne ko us ke bas mein rakha

jo chiDiya rabt ke marne se mar bhi sakti thi
use daraKHt se laTke hue qafas mein rakha

kisi badan ki tapish se bacha liya KHud ko
ye kis ne ruh ke TukDe ko bul-hawas mein rakha

sukut-e-marg mujhe zindagi ke rahte mila
ho jaise KHalwat-e-gham nala-e-jaras mein rakha

bharam ka daera ek din simaT bhi jaana hai
tamam umr kise kis ne pesh-o-pas mein rakha

(241) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha written by Satyanishtha at UrduPoint. Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha is one of the masterpieces written by Satyanishtha. You can also find the complete poetry collection of Satyanishtha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satyanishtha' above.

Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-visal Ka Manzar Nafas Nafas Mein Rakha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.