Jab Se Hum Badnam Bahut Hain, Urdu Ghazal By Saulat Zaidi

Jab Se Hum Badnam Bahut Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saulat Zaidi. Jab Se Hum Badnam Bahut Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Hum Badnam Bahut Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے ہم بدنام بہت ہیں

صولت زیدی

جب سے ہم بدنام بہت ہیں

ہم سے جہاں کو کام بہت ہیں

آئینے میں کیا کیا دیکھیں

اک چہرہ اور نام بہت ہیں

لا سورج کرنوں کی سولی

راتوں پر الزام بہت ہیں

لینا ہو تو لے لو دعائیں

درویشوں کو کام بہت ہیں

میرے جیسے لوگ بہت کم

البتہ ہم نام بہت ہیں

شاعر کی پہچان نہ پوچھو

گمناموں کے نام بہت ہیں

ڈر ہے کہیں پہچان نہ کھو دے

اب صولتؔ کے نام بہت ہیں

صولت زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Hum Badnam Bahut Hain

Saulat Zaidi

jab se hum badnam bahut hain
hum se jahan ko kaam bahut hain

aaine mein kya kya dekhen
ek chehra aur nam bahut hain

la suraj kirnon ki suli
raaton par ilzam bahut hain

lena ho to le lo duaen
durweshon ko kaam bahut hain

mere jaise log bahut kam
albatta hamnam bahut hain

shair ki pahchan na puchho
gumnamon ke nam bahut hain

Dar hai kahin pahchan na kho de
ab 'saulat' ke nam bahut hain

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Hum Badnam Bahut Hain written by Saulat Zaidi at UrduPoint. Jab Se Hum Badnam Bahut Hain is one of the masterpieces written by Saulat Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Saulat Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saulat Zaidi' above.

Jab Se Hum Badnam Bahut Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Hum Badnam Bahut Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.