KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun, Urdu Ghazal By Saulat Zaidi

KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saulat Zaidi. KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال گردش شام و سحر میں رہتا ہوں

صولت زیدی

خیال گردش شام و سحر میں رہتا ہوں

میں گھر میں رہتے ہوئے بھی سفر میں رہتا ہوں

میں اپنے جسم پہ تنقید کر نہیں سکتا

مگر یہ سچ ہے کہ مٹی کے گھر میں رہتا ہوں

مجھے قیام کہاں اب مجھے تلاش نہ کر

ہے میرا نام مسافر سفر میں رہتا ہوں

میں ایک درد سہی پھر بھی مٹ نہیں سکتا

سبب یہ ہے کہ دل چارہ گر میں رہتا ہوں

مجھی سے مانگے ہے سیلاب راستہ صولتؔ

یہ جانتا ہے کہ مٹی کے گھر میں رہتا ہوں

صولت زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun

Saulat Zaidi

KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar mein rahta hun
main ghar mein rahte hue bhi safar mein rahta hun

main apne jism pe tanqid kar nahin sakta
magar ye sach hai ki miTTi ke ghar mein rahta hun

mujhe qayam kahan ab mujhe talash na kar
hai mera nam musafir safar mein rahta hun

main ek dard sahi phir bhi miT nahin sakta
sabab ye hai ki dil-e-chaara-gar mein rahta hun

mujhi se mange hai sailab rasta 'saulat'
ye jaanta hai ki miTTi ke ghar mein rahta hun

(484) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun written by Saulat Zaidi at UrduPoint. KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun is one of the masterpieces written by Saulat Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Saulat Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saulat Zaidi' above.

KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-e-gardish-e-sham-o-sahar Mein Rahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.