KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe, Urdu Ghazal By Sayed Safi Hasan

KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayed Safi Hasan. KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوں رلاتی رہی اک عمر شب تار مجھے

سید صفی حسن

خوں رلاتی رہی اک عمر شب تار مجھے

تب کہیں جا کے ملے صبح کے آثار مجھے

میں نہ یوسف ہوں نہ یہ شہر زلیخا یارو

کیوں چلے آئے ہو لے کر سر بازار مجھے

گھر میں لائی تو ہے بیتابیٔ دل دیکھ ذرا

کہیں پہچان نہ لیں یہ در و دیوار مجھے

میں تو ہوں سرحد امکاں سے گزرنے والا

پا سکے گی نہ کبھی وقت کی رفتار مجھے

تہی دامن ہوں مگر اہل ہوس کے آگے

روکتا ہے لب اظہار سے پندار مجھے

میرے دشمن تو کبھی وار نہ کرتے لیکن

میرے اپنوں نے صفیؔ کر دیا لاچار مجھے

سید صفی حسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe

Sayed Safi Hasan

KHun rulati rahi ek umr-e-shab-e-tar mujhe
tab kahin ja ke mile subh ke aasar mujhe

main na yusuf hun na ye shahr-e-zuleKHa yaro
kyon chale aae ho le kar sar-e-bazar mujhe

ghar mein lai to hai betabi-e-dil dekh zara
kahin pahchan na len ye dar-o-diwar mujhe

main to hun sarhad-e-imkan se guzarne wala
pa sakegi na kabhi waqt ki raftar mujhe

tahi daman hun magar ahl-e-hawas ke aage
rokta hai lab-e-izhaar se pindar mujhe

mere dushman to kabhi war na karte lekin
mere apnon ne safi' kar diya lachaar mujhe

(292) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe written by Sayed Safi Hasan at UrduPoint. KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe is one of the masterpieces written by Sayed Safi Hasan. You can also find the complete poetry collection of Sayed Safi Hasan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayed Safi Hasan' above.

KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHun Rulati Rahi Ek Umr-e-shab-e-tar Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.