Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai, Urdu Ghazal By Seema Sharma Sarhad

Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seema Sharma Sarhad. Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ کی آنکھوں کا تارہ اور ہے

سیما شرما سرحد

آپ کی آنکھوں کا تارہ اور ہے

کیا ہوا میرا سہارا اور ہے

اک ندی کے دو کناروں کی طرح

راستہ میرا تمہارا اور ہے

جانے اب کیسی خبر یہ لائیں گی

ان ہواؤں کا اشارہ اور ہے

آپ مرہم ہی لگاتے رہ گئے

کیا کہیں یہ درد سارا اور ہے

آپ کی بدلی نگاہیں کہہ رہیں

اب نہیں میرا گزارا اور ہے

پوچھنے والوں کو سرحدؔ نے کہا

میں نہیں گردش کا مارا اور ہے

سیما شرما سرحد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai

Seema Sharma Sarhad

aap ki aankhon ka tara aur hai
kya hua mera sahaara aur hai

ek nadi ke do kinaron ki tarah
rasta mera tumhaara aur hai

jaane ab kaisi KHabar ye laengi
in hawaon ka ishaara aur hai

aap marham hi lagate rah gae
kya kahen ye dard sara aur hai

aap ki badli nigahen kah rahin
ab nahin mera guzara aur hai

puchhne walon ko 'sarhad' ne kaha
main nahin gardish ka mara aur hai

(520) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai written by Seema Sharma Sarhad at UrduPoint. Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai is one of the masterpieces written by Seema Sharma Sarhad. You can also find the complete poetry collection of Seema Sharma Sarhad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seema Sharma Sarhad' above.

Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Ki Aankhon Ka Tara Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.