UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se, Urdu Ghazal By Seema Sharma Sarhad

UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seema Sharma Sarhad. UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اڑے ہیں ہوش میرے اس خبر سے

سیما شرما سرحد

اڑے ہیں ہوش میرے اس خبر سے

نہیں ہے واسطہ اب تیرے در سے

ابھی کتنی سزائیں اور دے گا

نہ مر جاؤں کہیں میں تیرے ڈر سے

بہت باقی ہے برسوں کا تقاضہ

ذرا تم لوٹ کے آؤ سفر سے

بھروسے کے یہاں ہے کون قابل

بشر بہتر کہاں ہے جانور سے

مجھے جینا ہے ان بچوں کی خاطر

نکلنا ہے خیالوں کے بھنور سے

بھلا پائی کہاں ماضی کو سرحدؔ

نمی آنکھوں میں عارض تر بہ تر سے

سیما شرما سرحد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se

Seema Sharma Sarhad

uDe hain hosh mere is KHabar se
nahin hai wasta ab tere dar se

abhi kitni sazaen aur dega
na mar jaun kahin main tere Dar se

bahut baqi hai barson ka taqaza
zara tum lauT ke aao safar se

bharose ke yahan hai kaun qabil
bashar behtar kahan hai jaanwar se

mujhe jina hai in bachchon ki KHatir
nikalna hai KHayalon ke bhanwar se

bhula pai kahan mazi ko 'sarhad'
nami aankhon mein aariz tar-ba-tar se

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se written by Seema Sharma Sarhad at UrduPoint. UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se is one of the masterpieces written by Seema Sharma Sarhad. You can also find the complete poetry collection of Seema Sharma Sarhad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seema Sharma Sarhad' above.

UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like UDe Hain Hosh Mere Is KHabar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.