Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai, Urdu Ghazal By Seen Yunus

Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seen Yunus. Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قتل کرنا ہو تو کب زہر دیا جاتا ہے

س یونس

قتل کرنا ہو تو کب زہر دیا جاتا ہے

ان دنوں بس نظر انداز کیا جاتا ہے

زندگی زہر سہی جرعۂ مانوس تو ہے

موت کا جام شفا کس سے پیا جاتا ہے

میں تو لمحات کا بکھرا ہوا شیرازہ ہوں

سوزن عمر سے کیوں مجھ کو سیا جاتا ہے

تم کو اندازہ نہیں اس کی توانائی کا

حد سے بڑھ کر جسے مجبور کیا جاتا ہے

باز پرس اس سے بھی ہوگی کبھی سوچا بھی نہ تھا

حال پر اپنے جسے چھوڑ دیا جاتا ہے

حیطۂ شعر میں اب آنے لگی ہے وہ شے

جس کو سمجھا نہیں محسوس کیا جاتا ہے

س یونس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai

Seen Yunus

qatl karna ho to kab zahr diya jata hai
un dinon bas nazar-andaz kiya jata hai

zindagi zahr sahi jura-e-manus to hai
maut ka jam-e-shifa kis se piya jata hai

main to lamhat ka bikhra hua shiraaza hun
sozan-e-umr se kyon mujh ko siya jata hai

tum ko andaza nahin us ki tawanai ka
had se baDh kar jise majbur kiya jata hai

baz-purs us se bhi hogi kabhi socha bhi na tha
haal par apne jise chhoD diya jata hai

hita-e-sher mein ab aane lagi hai wo shai
jis ko samjha nahin mahsus kiya jata hai

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai written by Seen Yunus at UrduPoint. Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai is one of the masterpieces written by Seen Yunus. You can also find the complete poetry collection of Seen Yunus by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seen Yunus' above.

Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qatl Karna Ho To Kab Zahr Diya Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.