Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein, Urdu Ghazal By Seen Yunus

Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seen Yunus. Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چلن رہا نہیں جینے کا اب زمانے میں

س یونس

چلن رہا نہیں جینے کا اب زمانے میں

لگے ہوئے ہیں سبھی زندگی بنانے میں

کوئی کسی کو نہیں مارتا سر مقتل

یہ کام ہوتا ہے دفتر میں کارخانے میں

ہمارے دور میں انسانیت کا حال ہے یہ

پڑی ہو لاش کوئی جیسے سرد خانے میں

مزاج دہر کا کرنا نہ اہل شر پہ قیاس

کہ ایسے لوگ تو ہوتے ہیں ہر زمانے میں

ہزاروں سال کی تعمیر ہے یہ وہم کا بت

ہزاروں سال لگیں گے اسے گرانے میں

س یونس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein

Seen Yunus

chalan raha nahin jine ka ab zamane mein
lage hue hain sabhi zindagi banane mein

koi kisi ko nahin marta sar-e-maqtal
ye kaam hota hai daftar mein kar-KHane mein

hamare daur mein insaniyat ka haal hai ye
paDi ho lash koi jaise sard-KHane mein

mizaj-e-dahr ka karna na ahl-e-shar pe qayas
ki aise log to hote hain har zamane mein

hazaron sal ki tamir hai ye wahm ka but
hazaron sal lagenge ise girane mein

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein written by Seen Yunus at UrduPoint. Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein is one of the masterpieces written by Seen Yunus. You can also find the complete poetry collection of Seen Yunus by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seen Yunus' above.

Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chalan Raha Nahin Jine Ka Ab Zamane Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.