Qaus-e-quzah, Urdu Nazam By Sewak Nayyar

Qaus-e-quzah is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sewak Nayyar. Qaus-e-quzah comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Qaus-e-quzah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قوس قزح

سیوک نیر

مجھے

ہوش کب تھا کہ

یہ میری خوشیاں

غموں کے فلک پر ہیں

برسات میں

ایک قوس قزح

جھپکتے ہی آنکھیں سبھی رنگ غائب

اور اب جب کہ

قوس قزح مٹ چکی ہے

ہر اک سمت سے

ایک اک کر کے بادل

غم آلود بادل

چلے آ رہے ہیں

خدا جانے میں کیوں

پریشاں نہیں ہوں

یہ کیا ماجرا ہے

سیوک نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qaus-e-quzah

Sewak Nayyar

mujhe
hosh kab tha ki
ye meri KHushiyan

ghamon ke falak par hain
barsat mein
ek qaus-e-quzah
jhapakte hi aankhen sabhi rang ghaeb

aur ab jab ki
qaus-e-quzah miT chuki hai
har ek samt se
ek ek kar ke baadal
gham-alud baadal
chale aa rahe hain

KHuda jaane main kyon
pareshan nahin hun
ye kya majra hai

(444) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qaus-e-quzah written by Sewak Nayyar at UrduPoint. Qaus-e-quzah is one of the masterpieces written by Sewak Nayyar. You can also find the complete poetry collection of Sewak Nayyar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sewak Nayyar' above.

Qaus-e-quzah is a widely read Urdu Nazam. If you like Qaus-e-quzah, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.