Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun, Urdu Ghazal By Shabana Zaidi Shabeen

Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabana Zaidi Shabeen. Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی خواہش ہے کہ میں وقت کا نوحہ لکھوں

شبانہ زیدی شبین

دل کی خواہش ہے کہ میں وقت کا نوحہ لکھوں

زندگی کیا ہے فقط آگ کا دریا لکھوں

یہاں سامان نشاط دل و جاں کوئی نہیں

غم دوراں ترا کیسا میں سراپا لکھوں

یہاں گفتار میں شیرینی ہے کردار میں کھوٹ

کیا ہے پستی کا سبب تو ہی بتا کیا لکھوں

زہر آلود ہے منظر کہ فضا ہے مسموم

حال کاغذ پہ میں کس کس کی عطا کا لکھوں

روز اک اور تماشہ نظر آتا ہے شبینؔ

روز اک اور بدلتا ہوا چہرہ لکھوں

شبانہ زیدی شبین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun

Shabana Zaidi Shabeen

dil ki KHwahish hai ki main waqt ka nauha likkhun
zindagi kya hai faqat aag ka dariya likkhun

yahan saman-e-nashat-e-dil-o-jaan koi nahin
gham-e-dauran tera kaisa main sarapa likkhun

yahan guftar mein shirini hai kirdar mein khoT
kya hai pasti ka sabab tu hi bata kya likkhun

zahr-alud hai manzar ki faza hai masmum
haal kaghaz pe main kis kis ki ata ka likkhun

roz ek aur tamasha nazar aata hai 'shabin'
roz ek aur badalta hua chehra likkhun

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun written by Shabana Zaidi Shabeen at UrduPoint. Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun is one of the masterpieces written by Shabana Zaidi Shabeen. You can also find the complete poetry collection of Shabana Zaidi Shabeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabana Zaidi Shabeen' above.

Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki KHwahish Hai Ki Main Waqt Ka Nauha Likkhun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.