TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai, Urdu Ghazal By Shabnam Naqvi

TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabnam Naqvi. TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹوٹ کے بادل پھر برسا ہے

شبنم نقوی

ٹوٹ کے بادل پھر برسا ہے

ہائے وہ جس کا گھر کچا ہے

کیوں نہیں اٹھتے پاؤں ہمارے

جب یہ رستہ گھر ہی کا ہے

میں نے بھی کچھ حال نہ پوچھا

وہ بھی کچھ چپ چپ سا رہا ہے

منزل منزل دیپ جلے ہیں

پھر بھی کتنا اندھیارا ہے

دل میں اٹھا کر رکھ لیتا ہوں

پاؤں میں جو کانٹا چبھتا ہے

اب تو یہ بھی بھول گیا ہوں

میرا اپنا اک چہرا ہے

شبنمؔ سے کیا پیاس بجھے گی

جب خود دریا بھی پیاسا ہے

شبنم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai

Shabnam Naqvi

TuT ke baadal phir barsa hai
hae wo jis ka ghar kachcha hai

kyun nahin uThte panw hamare
jab ye rasta ghar hi ka hai

main ne bhi kuchh haal na puchha
wo bhi kuchh chup-chup sa raha hai

manzil manzil dip jale hain
phir bhi kitna andhiyara hai

dil mein uTha kar rakh leta hun
panw mein jo kanTa chubhta hai

ab to ye bhi bhul gaya hun
mera apna ek chehra hai

'shabnam' se kya pyas bujhegi
jab KHud dariya bhi pyasa hai

(502) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai written by Shabnam Naqvi at UrduPoint. TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai is one of the masterpieces written by Shabnam Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Shabnam Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabnam Naqvi' above.

TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like TuT Ke Baadal Phir Barsa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.