Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar, Urdu Ghazal By Shad Lakhnavi

Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Lakhnavi. Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوئی تو جا دل میں اس صنم کی نماز میں سر جھکا جھکا کر

شاد لکھنوی

ہوئی تو جا دل میں اس صنم کی نماز میں سر جھکا جھکا کر

حرم سے بت خانے تک تو پہنچا خدا خدا کر خدا خدا کر

لحد میں کیا ذکر روشنی کا سر لحد بھی جو رحم کھا کر

جلا کیا جب چراغ کوئی ہوا نے ٹھنڈا کیا بجھا کر

نشان برباد گان عالم جو پوچھے صحرا میں ہم نے جا کر

صبا سے اڑ اڑ کے گرد بیٹھی بگولے اٹھے ہوا میں آ کر

جو چشم‌ انجام بیں سے دیکھا بہار دو دن ہے پھر خزاں ہے

مآل‌ گلشن پہ روئی شبنم ہنسے گل تر جو کھل کھلا کر

بتوں کی پر آب انکھڑیوں میں کھلا یہ دیکھا جو پتلیوں کو

یہ وہ ہیں ہندو دھرم جمن سے پھرے جو گنگا چلے نہا کر

خیال حج حرم کو چھوڑا سنا جو شہ رگ سے ہے قریں تر

طواف دل ہی کیا کیے ہم گئے نہ کعبے کو پھیر کھا کر

زمیں میں اے شادؔ مر گئے پر فلک دبائے تو کیا گلہ ہے

میان تربت ہمارے پہلو ہمیں دباتے ہیں مردہ پا کر

شاد لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar

Shad Lakhnavi

hui to ja dil mein us sanam ki namaz mein sar jhuka jhuka kar
haram se but-KHane tak to pahuncha KHuda KHuda kar KHuda KHuda kar

lahad mein kya zikr raushni ka sar-e-lahad bhi jo rahm kha kar
jala kiya jab charagh koi hawa ne ThanDa kiya bujha kar

nishan-e-barbaad-gan-e-alam jo puchhe sahra mein hum ne ja kar
saba se uD uD ke gard baiThi bagule uTThe hawa mein aa kar

jo chashm-e-anjam-e-bin se dekha bahaar do din hai phir KHizan hai
maal-e-gulshan pe roi shabnam hanse gul-e-tar jo khil-khila kar

buton ki pur-ab ankhDiyon mein khula ye dekha jo putliyon ko
ye wo hain hindu dharam jaman se phire jo ganga chale naha kar

KHayal-e-hajj-e-haram ko chhoDa suna jo shah-e-rag se hai qarin-tar
tawaf-e-dil hi kiya kiye hum gae na kabe ko pher kha kar

zamin mein ai 'shad' mar gae par falak dabae to kya gila hai
miyan-e-turbat hamare pahlu hamein dabaate hain murda pa kar

(368) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar written by Shad Lakhnavi at UrduPoint. Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar is one of the masterpieces written by Shad Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Shad Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Lakhnavi' above.

Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hui To Ja Dil Mein Us Sanam Ki Namaz Mein Sar Jhuka Jhuka Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.