Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf, Urdu Ghazal By Shad Lakhnavi

Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Lakhnavi. Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم سے دو چار بزم میں دھیان اور کی طرف

شاد لکھنوی

ہم سے دو چار بزم میں دھیان اور کی طرف

آنکھ اس طرف لگائی ہے کان اور کی طرف

ابرو سے ہم شہید مژہ سے رقیب ہوں

تلوار ادھر لگائیے بان اور کی طرف

صید زبوں وہ ہوں جو رواں تیر ادھر ہوا

اس کی قضا نے بولی کمان اور کی طرف

ہم بیکسوں کی قبر سوا ہرگز اے فلک

نم گیر کو نہ ابر کے تان اور کی طرف

یا رب کرے جو حسن کی خیرات وہ صنم

میرے سوا کرے نہیں دان اور کی طرف

اترے نہ کس طرح مری آنکھوں میں خون شادؔ

دیتا مجھے دکھا کے ہے پان اور کی طرف

شاد لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf

Shad Lakhnavi

hum se do-chaar bazm mein dhyan aur ki taraf
aankh is taraf lagai hai kan aur ki taraf

abru se hum shahid mizha se raqib hun
talwar idhar lagaiye ban aur ki taraf

said-e-zabun wo hun jo rawan tir idhar hua
us ki qaza ne boli kaman aur ki taraf

hum bekason ki qabr siwa hargiz ai falak
nam-gir ko na abr ke tan aur ki taraf

yarab kare jo husn ki KHairaat wo sanam
mere siwa kare nahin dan aur ki taraf

utre na kis tarah meri aankhon mein KHun 'shad'
deta mujhe dikha ke hai pan aur ki taraf

(336) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf written by Shad Lakhnavi at UrduPoint. Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf is one of the masterpieces written by Shad Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Shad Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Lakhnavi' above.

Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf is a widely read Urdu Ghazal. If you like Humse Do-chaar Bazm Mein Dhyan Aur Ki Taraf, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.