Darmiyan Fasla Nahin Hota, Urdu Ghazal By Shadan Ahsan Marahravi

Darmiyan Fasla Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shadan Ahsan Marahravi. Darmiyan Fasla Nahin Hota comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Darmiyan Fasla Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درمیاں فاصلہ نہیں ہوتا

شادان احسن مارہروی

درمیاں فاصلہ نہیں ہوتا

تو اگر بے وفا نہیں ہوتا

عشق کی ڈور ہی کچھ ایسی ہے

جس کا کوئی سرا نہیں ہوتا

آشنا ہم وفا سے ہو پاتے

وہ اگر بے وفا نہیں ہوتا

سچ تو یہ ہے کبھی برائی سے

آدمی کا بھلا نہیں ہوتا

وہ نہ آتے اگر گلستاں میں

کوئی بھی گل کھلا نہیں ہوتا

ان کتابوں کو ہم نہیں پڑھتے

جن میں ذکر آپ کا نہیں ہوتا

چارہ گر سر پکڑ کے بیٹھ گئے

درد دل سے جدا نہیں ہوتا

تیرے کوچے سے جب گزرتا ہوں

مجھ کو اپنا پتہ نہیں ہوتا

شادان احسن مارہروی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darmiyan Fasla Nahin Hota

Shadan Ahsan Marahravi

darmiyan fasla nahin hota
tu agar bewafa nahin hota

ishq ki Dor hi kuchh aisi hai
jis ka koi sira nahin hota

aashna hum wafa se ho pate
wo agar bewafa nahin hota

sach to ye hai kabhi burai se
aadmi ka bhala nahin hota

wo na aate agar gulistan mein
koi bhi gul khila nahin hota

un kitabon ko hum nahin paDhte
jin mein zikr aap ka nahin hota

chaaragar sar pakaD ke baiTh gae
dard dil se juda nahin hota

tere kuche se jab guzarta hun
mujh ko apna pata nahin hota

(681) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darmiyan Fasla Nahin Hota written by Shadan Ahsan Marahravi at UrduPoint. Darmiyan Fasla Nahin Hota is one of the masterpieces written by Shadan Ahsan Marahravi. You can also find the complete poetry collection of Shadan Ahsan Marahravi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shadan Ahsan Marahravi' above.

Darmiyan Fasla Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darmiyan Fasla Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.