Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan, Urdu Ghazal By Shafaq Sopori
Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafaq Sopori. Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan on this page of UrduPoint.
لہرا رہی ہیں کھیت میں گندم کی بالیاں
شفق سوپوری
لہرا رہی ہیں کھیت میں گندم کی بالیاں
اور پہرے پر بجوکے ہیں لے کر دو نالیاں
روئے سخن ہے اس کا خریدار کی طرف
قصاب دے رہا ہے جو بلی کو گالیاں
خنجر اتار دے گا جمورے کے پیٹ میں
بوڑھے جوان بچے بجائیں گے تالیاں
جوتے نکالتی ہیں ادب سے طوائفیں
لیکن پھٹے جرابوں پہ ہنستی ہیں سالیاں
بوٹا سا تن تھا پہلو میں اور کنڈلی مار کے
سینے پہ سانپ جیسی تھیں باہوں کی ڈالیاں
اتری تمام رات مرے تن کی آرتی
مہندی لگے وہ ہاتھ تھے پھولوں کی ڈالیاں
واللہ عقیدت آج بھی ہے میرا سین سے
ہم کو بہت پسند ہیں بنگال والیاں
لونڈوں کی ٹھوڑیوں پہ جو سبزہ اگا شفقؔ
کس کام کی رہی ہیں یہ چہروں کی لالیاں
شفق سوپوری
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan
Shafaq Sopori
aur pahre par bijoke hain le kar do-naliyan
ru-e-suKHan hai us ka KHaridar ki taraf
qassab de raha hai jo billi ko galiyan
KHanjar utar dega jamure ke peT mein
buDhe jawan bachche bajaenge taliyan
jute nikalti hain adab se tawaifen
lekin phaTe jurabon pe hansti hain saliyan
buTa sa tan tha pahlu mein aur kunDali mar ke
sine pe sanp jaisi thin bahon ki Daliyan
utri tamam raat mere tan ki aarti
mehndi lage wo hath the phulon ki Daliyan
wallah aqidat aaj bhi hai mera scene se
hum ko bahut pasand hain bangal waliyan
lounDon ki ThoDiyon pe jo sabza uga 'shafaq'
kis kaam ki rahi hain ye chehron ki laliyan
(677) ووٹ وصول ہوئے
Related Shafaq Sopori Poetry
More Shafaq Sopori Poetry
زندگی چونچلے نہ کر ہم سے
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Zindagi Chonchle Na Kar Humse

برنجی پاؤں میں اس کے چبھی ہے
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Biranji Panw Mein Uske Chubhi Hai

قرض کی مہلت گزر گئی ہے
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Qarz Ki Mohlat Guzar Gai Hai

نہیں یہ عکس ہوا ہے سمجھتا کیوں نہیں میں
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Nahin Ye Aks Hua Hai Samajhta Kyun Nahin Main

تو نے نظر سے پیاس کی دیکھا بھی ہے کہیں
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Tu Ne Nazar Se Pyas Ki Dekha Bhi Hai Kahin

یہ عشق بھی عجیب ہے اک آن ہو گیا
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya

اے موجۂ سراب تو پھانکے گی کتنی خاک
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Ai Mauja-e-sarab Tu Phankegi Kitni Khak

حسن لاچار کی باتیں کریں کیا
Shafaq Sopori - شفق سوپوری
Husn-e-lachaar Ki Baaten Karen Kya

You can read Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan written by Shafaq Sopori at UrduPoint. Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan is one of the masterpieces written by Shafaq Sopori. You can also find the complete poetry collection of Shafaq Sopori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafaq Sopori' above.
Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.