KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai, Urdu Ghazal By Shafaq Sopori

KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafaq Sopori. KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خد و خال سے خالی ہے

شفق سوپوری

خد و خال سے خالی ہے

یہ تصویر تو جعلی ہے

کہتے ہیں مرگ مفاجات

حکم جناب عالی ہے

لشکر اسہال زدہ کی

میں نے کمان سنبھالی ہے

دنیا کی آواز سنو

ایک ہی ہاتھ کی تالی ہے

ہر اک انسان کے اندر

بیٹھا ایک موالی ہے

عملہ معطل ہے دل کا

جاری سعیٔ بحالی ہے

قیمت الگ ہے خصلت ایک

یہ گندم وہ شالی ہے

شیر کی جست کو کافی بس

مست ہرن کی جگالی ہے

مت پھٹکو مجھ دل کے پاس

یہ درویش جلالی ہے

شفقؔ! اب اپنے بارے میں

کیا افواہ اڑا لی ہے

شفق سوپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai

Shafaq Sopori

KHadd-o-KHal se KHali hai
ye taswir to jali hai

kahte hain marg-e-mufajat
hukm-e-janab-e-ali hai

lashkar-e-ishaal-zada ki
main ne kaman sambhaali hai

duniya ki aawaz suno
ek hi hath ki tali hai

har ek insan ke andar
baiTha ek mawali hai

amla moattal hai dil ka
jari sai-e-bahaali hai

qimat alag hai KHaslat ek
ye gandum wo shaali hai

sher ki jast ko kafi bas
mast hiran ki jugali hai

mat phaTko mujh dil ke pas
ye darwesh jalali hai

'shafaq'! ab apne bare mein
kya afwah uDa li hai

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai written by Shafaq Sopori at UrduPoint. KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai is one of the masterpieces written by Shafaq Sopori. You can also find the complete poetry collection of Shafaq Sopori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafaq Sopori' above.

KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHadd-o-Khaal Se Khaali Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.