Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Shafaq Tanveer

Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafaq Tanveer. Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برستی آگ میں گھر سے نکل کے دیکھتے ہیں

شفق تنویر

برستی آگ میں گھر سے نکل کے دیکھتے ہیں

ہم آج موم کی صورت پگھل کے دیکھتے ہیں

مقام شکر ہے اس دور میں بھی اہل نظر

ادب کے چہرے پہ جگنو غزل کے دیکھتے ہیں

ہزار ہم پہ کرے طنز دل کا آئینہ

نئے زمانہ کے سانچے میں ڈھل کے دیکھتے ہیں

ہماری ماں ہمیں پہچانتی ہے یا کہ نہیں

وطن کی آگ کو چہرے پہ مل کے دیکھتے ہیں

دماغ اپنے مکاں کا بھی آج گڑبڑ ہے

مزاج شہر کی سڑکوں کا چل کے دیکھتے ہیں

نشیب والے جسے سر اٹھا کے دیکھتے تھے

نشان مٹتے اسی ال جبل کے دیکھتے ہیں

سفر حیات کا اک سمت ہو چکا ہے بہت

شفقؔ ٹرین کی پٹری بدل کے دیکھتے ہیں

شفق تنویر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain

Shafaq Tanveer

barasti aag mein ghar se nikal ke dekhte hain
hum aaj mom ki surat pighal ke dekhte hain

maqam-e-shukr hai is daur mein bhi ahl-e-nazar
adab ke chehre pe jugnu ghazal ke dekhte hain

hazar hum pe kare tanz dil ka aaina
nae zamana ke sanche mein Dhal ke dekhte hain

hamari man hamein pahchanti hai ya ki nahin
watan ki aag ko chehre pe mal ke dekhte hain

dimagh apne makan ka bhi aaj gaDbaD hai
mizaj shahr ki saDkon ka chal ke dekhte hain

nasheb wale jise sar uTha ke dekhte the
nishan miTte usi al-jabal ke dekhte hain

safar hayat ka ek samt ho chuka hai bahut
'shafaq' train ki paTri badal ke dekhte hain

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain written by Shafaq Tanveer at UrduPoint. Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Shafaq Tanveer. You can also find the complete poetry collection of Shafaq Tanveer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafaq Tanveer' above.

Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barasti Aag Mein Ghar Se Nikal Ke Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.