Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya, Urdu Ghazal By Shafatullah Khan Shar

Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafatullah Khan Shar. Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ساکت و جامد جہاں میں انقلاب آ ہی گیا

شفاعت اللہ خاں سحر

ساکت و جامد جہاں میں انقلاب آ ہی گیا

ظلمتوں کو ختم کر کے آفتاب آ ہی گیا

اک خزاں ہی موجب بربادیٔ گلشن نہیں

فصل گل میں بھی تو گلچیں کا عذاب آ ہی گیا

سوچ میں گم تھا کہ آخر زندگی کیا چیز ہے

سامنے نظروں کے میری اک حباب آ ہی گیا

کم سنی میں ضد کیا کرتے تھے پھولوں کے لئے

آج ان کو پھول لینے میں حجاب آ ہی گیا

سحرؔ دل پر اب رہا ہے نہ رہے گا اختیار

پھر اسی ظالم پہ یہ خانہ خراب آ ہی گیا

شفاعت اللہ خاں سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya

Shafatullah Khan Shar

sakit-o-jamid jahan mein inqalab aa hi gaya
zulmaton ko KHatm kar ke aaftab aa hi gaya

ek KHizan hi mujib-e-barbaadi-e-gulshan nahin
fasl-e-gul mein bhi to gulchin ka azab aa hi gaya

soch mein gum tha ki aaKHir zindagi kya chiz hai
samne nazron ke meri ek habab aa hi gaya

kam-sini mein zid kiya karte the phulon ke liye
aaj un ko phul lene mein hijab aa hi gaya

'sehr' dil par ab raha hai na rahega iKHtiyar
phir usi zalim pe ye KHana-KHarab aa hi gaya

(338) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya written by Shafatullah Khan Shar at UrduPoint. Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya is one of the masterpieces written by Shafatullah Khan Shar. You can also find the complete poetry collection of Shafatullah Khan Shar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafatullah Khan Shar' above.

Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sakit-o-jamid Jahan Mein Inqalab Aa Hi Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.