Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Shafi Mashhadi

Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafi Mashhadi. Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک اس کا تھا وہ آسرا بھی نہیں

شفیع مشہدی

ایک اس کا تھا وہ آسرا بھی نہیں

میرے شامل اب اس کی رضا بھی نہیں

ہاتھیوں کی ہے یلغار چاروں طرف

اور ابابیل کا کچھ پتہ بھی نہیں

چاند میرے اشارے نہیں جانتا

انگلیوں میں مری معجزہ بھی نہیں

غار تک آ چکے ہیں تعاقب میں سب

مکڑیوں نے تو جالا بنا بھی نہیں

مشہدیؔ سر ہتھیلی پہ رکھے رہے

اپنی تقدیر میں کربلا بھی نہیں

شفیع مشہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin

Shafi Mashhadi

ek us ka tha wo aasra bhi nahin
mere shamil ab us ki raza bhi nahin

hathiyon ki hai yalghaar chaaron taraf
aur ababil ka kuchh pata bhi nahin

chand mere ishaare nahin jaanta
ungliyon mein meri moajiza bhi nahin

ghaar tak aa chuke hain taaqub mein sab
makDiyon ne to jala buna bhi nahin

'mashhadi' sar hatheli pe rakkhe rahe
apni taqdir mein karbala bhi nahin

(389) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin written by Shafi Mashhadi at UrduPoint. Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Shafi Mashhadi. You can also find the complete poetry collection of Shafi Mashhadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafi Mashhadi' above.

Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Us Ka Tha Wo Aasra Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.