Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte, Urdu Ghazal By Shafqat Kazmi

Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafqat Kazmi. Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے حال پہ کس دن جفا نہیں کرتے

شفقت کاظمی

ہمارے حال پہ کس دن جفا نہیں کرتے

یہ اور بات کہ وہ برملا نہیں کرتے

یہ رنگ و نور کی دنیا نظر نواز سہی

ترے فقیر مگر اعتنا نہیں کرتے

ضرور کوئی خطا ہم سے ہو گئی ہوگی

وہ بے سبب تو کسی پر جفا نہیں کرتے

کبھی تو ان کو ہمارا خیال آئے گا

ہم اس امید پہ ترک وفا نہیں کرتے

انہیں سے ہم کو محبت کی داد ہے مطلوب

وہی جو پاس محبت ذرا نہیں کرتے

در حبیب پہ جاتے ہیں بارہا شفقتؔ

در حبیب پہ لیکن صدا نہیں کرتے

شفقت کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte

Shafqat Kazmi

hamare haal pe kis din jafa nahin karte
ye aur baat ki wo barmala nahin karte

ye rang-o-nur ki duniya nazar-nawaz sahi
tere faqir magar e'tina nahin karte

zarur koi KHata hum se ho gai hogi
wo be-sabab to kisi par jafa nahin karte

kabhi to un ko hamara KHayal aaega
hum is ummid pe tark-e-wafa nahin karte

unhin se hum ko mohabbat ki dad hai matlub
wahi jo pas-e-mohabbat zara nahin karte

dar-e-habib pe jate hain barha 'shafqat'
dar-e-habib pe lekin sada nahin karte

(336) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte written by Shafqat Kazmi at UrduPoint. Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte is one of the masterpieces written by Shafqat Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Shafqat Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafqat Kazmi' above.

Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Haal Pe Kis Din Jafa Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.