KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun, Urdu Ghazal By Shah Naseer

KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Naseer. KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خاندان قیس کا میں تو سدا سے پیر ہوں

شاہ نصیر

خاندان قیس کا میں تو سدا سے پیر ہوں

سلسلہ جنبان شور خانۂ زنجیر ہوں

خاکساری کے ابھی تو درپئے تدبیر ہوں

کشتہ ہو کر خاک جب ہوں تب کبھی اکسیر ہوں

ضعف نے گو کر دیا ہے جوں کماں گوشہ نشیں

اب بھی چلنے کو جو پوچھو تو سراسر تیر ہوں

رشتۂ الفت نے باندھے ہیں پر پرواز آہ

دام حیرت میں برنگ بلبل تصویر ہوں

تجھ سے یہ عقدہ کھلے گا اے نسیم صبح دم

غنچے کی مانند اس گلشن میں کیوں دلگیر ہوں

منتظر چشم رکاب اے صید افگن ہے ہنوز

بوسۂ فتراک کی خواہش ہے وہ نخچیر ہوں

فقر کی دولت کے آگے سلطنت کیا مال ہے

بسترے پر اپنے اے روبہ مزاجو شیر ہوں

سچ ہے اپنے دم سے قائم ہے یہ بنیاد جہاں

رونق افزائے چمن آرایش تعمیر ہوں

جیسی چاہے ویسی لے مجھ سے قسم قاتل نہ ڈر

حشر کو بھی گر کبھی تیرا میں دامن گیر ہوں

اہل جوہر ہی مرے مضموں کو سمجھے ہے نصیرؔ

میں بھی اقلیم سخن میں صاحب شمشیر ہوں

شاہ نصیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun

Shah Naseer

KHandan-e-qais ka main to sada se pir hun
silsila-jumban-e-shor-e-KHana-e-zanjir hun

KHaksari ke abhi to darpai tadbir hun
kushta ho kar KHak jab hon tab kabhi iksir hun

zoaf ne go kar diya hai jun kaman gosha-nashin
ab bhi chalne ko jo puchho to sarasar tir hun

rishta-e-ulfat ne bandhe hain par-e-parwaz aah
dam-e-hairat mein ba-rang-e-bulbul-e-taswir hun

tujh se ye uqda khulega ai nasim-e-subh-dam
ghunche ki manind is gulshan mein kyun dil-gir hun

muntazir chashm-e-rikab ai said-e-afgan hai hanuz
bosa-e-fitrak ki KHwahish hai wo naKHchir hun

faqr ki daulat ke aage saltanat kya mal hai
bistare par apne ai ruba-mizajo sher hun

sach hai apne dam se qaem hai ye buniyaad-e-jahan
raunaq-afza-e-chaman aaraish-e-tamir hun

jaisi chahe waisi le mujh se qasam qatil na Dar
hashr ko bhi gar kabhi tera main daman-gir hun

ahl-e-jauhar hi mere mazmun ko samjhe hai 'nasir'
main bhi iqlim-e-suKHan mein sahib-e-shamshir hun

(379) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun written by Shah Naseer at UrduPoint. KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun is one of the masterpieces written by Shah Naseer. You can also find the complete poetry collection of Shah Naseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Naseer' above.

KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHandan-e-qais Ka Main To Sada Se Pir Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.