Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke, Urdu Ghazal By Shah Waqif

Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Waqif. Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روز خزاں چمن میں جو دیکھا ہزار کے

شاہ واقف

روز خزاں چمن میں جو دیکھا ہزار کے

اک مشت پر پڑے تھے تلے شاخسار کے

یاران ہم نشین و رفیقان دوست دار

سب آشنا ہیں زندگئ مستعار کے

جب مند گئی یہ آنکھ تو اے دوست بعد مرگ

پھٹکے ہے پاس کون کسی کے مزار کے

جو نقش پا رہے سو رہے پھر نہ اٹھ سکے

واقفؔ کی طرح ہائے گرے کوئے یار کے

شاہ واقف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke

Shah Waqif

roz-e-KHizan chaman mein jo dekha hazar ke
ek musht par paDe the tale shaKH-sar ke

yaran-e-ham-nashin-o-rafiqan-e-dost-dar
sab aashna hain zindagi-e-mustaar ke

jab mund gai ye aankh to ai dost baad-e-marg
phaTke hai pas kaun kisi ke mazar ke

jo naqsh-e-pa rahe so rahe phir na uTh sake
'waqif' ki tarah hae gire ku-e-yar ke

(410) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke written by Shah Waqif at UrduPoint. Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke is one of the masterpieces written by Shah Waqif. You can also find the complete poetry collection of Shah Waqif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Waqif' above.

Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Roz-e-KHizan Chaman Mein Jo Dekha Hazar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.