Mera Shahr, Urdu Nazam By Shahab Akhtar

Mera Shahr is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahab Akhtar. Mera Shahr comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Mera Shahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرا شہر

شہاب اختر

جہاں میں رہتا ہوں

وہاں سب رہتے ہیں

میرے گھر کے

قریب ہی

ایک گدھا رہتا ہے

جو بڑے خلوص سے ملتا ہے

وہیں پہ

ایک لومڑی بھی رہتی ہے

جس کے ہر بول میں مکاری ہے

وہیں پہ رہتے ہیں

کوے گدھ الو سیار لکڑ بگھے

اور

پھاڑ کھانے والے شہر بھی

اب میں سوچتا ہوں

میں ان لوگوں کے بیچ رہتا ہوں

یا یہ لوگ

میرے بیچ رہتے ہیں

شہاب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Shahr

Shahab Akhtar

jahan main rahta hun
wahan sab rahte hain
mere ghar ke
qarib hi
ek gadha rahta hai
jo baDe KHulus se milta hai
wahin pe
ek lomDi bhi rahti hai
jis ke har bol mein makkari hai
wahin pe rahte hain
kawwe gidh ullu siyar lakaDbagghe
aur
phaD khane wale shahr bhi
ab main sochta hun
main in logon ke beach rahta hun
ya ye log
mere beach rahte hain

(306) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mera Shahr written by Shahab Akhtar at UrduPoint. Mera Shahr is one of the masterpieces written by Shahab Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Shahab Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahab Akhtar' above.

Mera Shahr is a widely read Urdu Nazam. If you like Mera Shahr, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.