Samundar Ka Rasta, Urdu Nazam By Shahab Akhtar

Samundar Ka Rasta is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahab Akhtar. Samundar Ka Rasta comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Samundar Ka Rasta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سمندر کا راستہ

شہاب اختر

جھیل

جہاں سے میں لوٹا تھا

صدی پہلے

وہاں واپس پہنچنا چاہتا ہوں

جھیل

میں جانتا ہوں

تم سمندر نہیں ہو

میں کہ بس نہیں ہوں

مجھے تمہارے سوا

کوئی اور راستہ نہیں معلوم

دنیا کے گھمسان میں کھویا رہا ہوں

اب

اچھا نہیں لگتا کچھ بھی

صدی کے بعد لوٹا ہوں

میں

اپنی ذات میں واپس لوٹنا چاہتا ہوں

جھیل

تم میری مدد کرو

بتاؤ نا

سمندر کا راستہ

کس طرف کو جاتا ہے

شہاب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samundar Ka Rasta

Shahab Akhtar

jhil
jahan se main lauTa tha
sadi pahle
wahan wapas pahunchna chahta hun
jhil
main jaanta hun
tum samundar nahin ho
main ki bas nahin hun
mujhe tumhaare siwa
koi aur rasta nahin malum
duniya ke ghamsan mein khoya raha hun
ab
achchha nahin lagta kuchh bhi
sadi ke baad lauTa hun
main
apni zat mein wapas lauTna chahta hun
jhil
tum meri madad karo
batao na
samundar ka rasta
kis taraf ko jata hai

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samundar Ka Rasta written by Shahab Akhtar at UrduPoint. Samundar Ka Rasta is one of the masterpieces written by Shahab Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Shahab Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahab Akhtar' above.

Samundar Ka Rasta is a widely read Urdu Nazam. If you like Samundar Ka Rasta, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.