Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa, Urdu Ghazal By Shahid Ahmad Shoaib

Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہو میں ڈوبی ہوئی شام میری ذات نما

شاہد احمد شعیب

لہو میں ڈوبی ہوئی شام میری ذات نما

غموں کا سیل رواں پھر ہوا ثبات نما

چلو اسی کو گلے سے لگائیں پیار کریں

وہ ایک مرگ مسلسل کہ ہے حیات نما

عجیب راہ پہ لائے گئے ہیں لوگ جہاں

ہجوم کیف بھی لگتا ہے حادثات نما

کوئی مقام نہیں اب قرار جاں کا مقام

کوئی بھی لمحہ نہیں لمحۂ نجات نما

شعیبؔ ہم کو بھی مل جائے وہ پناہ جہاں

غموں کی دھوپ بھی ہو سایۂ نشاط نما

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa

Shahid Ahmad Shoaib

lahu mein Dubi hui sham meri zat-numa
ghamon ka sail-e-rawan phir hua sabaat-numa

chalo usi ko gale se lagaen pyar karen
wo ek marg-e-musalsal ki hai hayat-numa

ajib rah pe lae gae hain log jahan
hujum-e-kaif bhi lagta hai hadsat-numa

koi maqam nahin ab qarar-e-jaan ka maqam
koi bhi lamha nahin lamha-e-najat-numa

'shoaib' hum ko bhi mil jae wo panah jahan
ghamon ki dhup bhi ho saya-e-nashat-numa

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahu Mein Dubi Hui Sham Meri Zat-numa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.