KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga, Urdu Ghazal By Shahid Ahmad Shoaib

KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوں میں ڈوبا ہوا پھر صبح کا منظر جاگا

شاہد احمد شعیب

خوں میں ڈوبا ہوا پھر صبح کا منظر جاگا

پھر رگیں کٹنے لگیں پھر وہی نشتر جاگا

کس قدر تیز ہوئی جاتی ہے آواز سکوت

دشت بیدار ہوا اور سمندر جاگا

جسم و جاں لے کے گیا لے کے گیا سارا وجود

یک بیک ایک عجب خواب کا پیکر جاگا

خود کو پہچان کے اچھا نہ کیا تو نے شعیبؔ

وہ جو دشمن تھا ترا تیرے ہی اندر جاگا

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga

Shahid Ahmad Shoaib

KHun mein Duba hua phir subh ka manzar jaga
phir ragen kaTne lagin phir wahi nashtar jaga

kis qadar tez hui jati hai aawaz-e-sukut
dasht bedar hua aur samundar jaga

jism-o-jaan le ke gaya le ke gaya sara wajud
yak-ba-yak ek ajab KHwab ka paikar jaga

KHud ko pahchan ke achchha na kiya tu ne 'shoaib'
wo jo dushman tha tera tere hi andar jaga

(459) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHun Mein Duba Hua Phir Subh Ka Manzar Jaga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.