Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log, Urdu Ghazal By Shahid Ahmad Shoaib

Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں دیکھنے کو دیکھتے رہتے ہیں خواب لوگ

شاہد احمد شعیب

یوں دیکھنے کو دیکھتے رہتے ہیں خواب لوگ

رکھتے ہیں روز و شب کا بھی لیکن حساب لوگ

اک روز زندگی نے کیا تھا کوئی سوال

کیا جانے کب سے ڈھونڈ رہے ہیں جواب لوگ

ہر چہرۂ سوال سے کرتے ہو خود سوال

تم لوگ بھی ہو شہر میں کیا لا جواب لوگ

ہر آسماں کو اپنی زمیں تک اتار لائے

کیا کیا نہ کر گزرتے ہیں خانہ خراب لوگ

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log

Shahid Ahmad Shoaib

yun dekhne ko dekhte rahte hain KHwab log
rakhte hain roz-o-shab ka bhi lekin hisab log

ek roz zindagi ne kiya tha koi sawal
kya jaane kab se DhunD rahe hain jawab log

har chehra-e-sawal se karte ho KHud sawal
tum log bhi ho shahr mein kya la-jawab log

har aasman ko apni zamin tak utar lae
kya kya na kar guzarte hain KHana-KHarab log

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Dekhne Ko Dekhte Rahte Hain KHwab Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.