Wo Phir Aa Gaya, Urdu Nazam By Shahid Ahmad Shoaib

Wo Phir Aa Gaya is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. Wo Phir Aa Gaya comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Wo Phir Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ پھر آ گیا

شاہد احمد شعیب

مری جان لینے

وہ پھر آ گیا ہے

میں پھر آج اس سے نبرد آزما ہوں

مرا سینہ زخموں سے چھلنی ہے

ہر درد نے

اپنی اپنی وفائیں نبھائی ہیں

دل رک رہا ہے

رگیں تھک رہی ہیں

مرا جسم

پھر سرد ہونے لگا ہے

مجھے دیکھ کر

اپنے بیگانے

سب ہی گزرتے ہیں

لیکن

سبھی

اپنے اپنے غموں کے نئے روپ کو دیکھ کر

چونکتے ہیں

کسی کو یہ فرصت کہاں ہے

کہ ٹھہرے

مجھے دیکھے

اور اک نیا غم خریدے

مگر کیوں مرا حال لینے

عجب ایک صورت بدل کر

وہ پھر آ گیا ہے

کئی بار پہلے بھی وہ آ چکا ہے

مگر آج کل

روز آتا ہے وہ

روز مرتا ہوں میں

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Phir Aa Gaya

Shahid Ahmad Shoaib

meri jaan lene
wo phir aa gaya hai
main phir aaj us se nabard-azma hun
mera sina zaKHmon se chhalni hai
har dard ne
apni apni wafaen nibhai hain
dil ruk raha hai
ragen thak rahi hain
mera jism
phir sard hone laga hai

mujhe dekh kar
apne begane
sab hi guzarte hain
lekin
sabhi
apne apne ghamon ke nae rup ko dekh kar
chaunkte hain
kisi ko ye fursat kahan hai
ki Thahre
mujhe dekhe
aur ek naya gham KHaride

magar kyon mera haal lene
ajab ek surat badal kar
wo phir aa gaya hai
kai bar pahle bhi wo aa chuka hai
magar aaj-kal
roz aata hai wo
roz marta hun main

(442) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Phir Aa Gaya written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. Wo Phir Aa Gaya is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

Wo Phir Aa Gaya is a widely read Urdu Nazam. If you like Wo Phir Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.