Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai, Urdu Ghazal By Shahid Ahmad Shoaib

Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی پانے کی حسرت ہے تو مرتا کیوں ہے

شاہد احمد شعیب

زندگی پانے کی حسرت ہے تو مرتا کیوں ہے

شہر ممنوعہ سے ہو کر وہ گزرتا کیوں ہے

جب بھی امرت کی کوئی بوند زباں پر ٹپکی

اک عجب زہر سا رگ رگ میں اترتا کیوں ہے

چھو کے ہر شے کو گزر جاتا ہے وہ سیل بلا

میرے بے نام جزیرے میں ٹھہرتا کیوں ہے

ہم کو معلوم ہے لمحات کا حاصل بھی شعیبؔ

دل مگر ڈوب کے ہر لمحہ ابھرتا کیوں ہے

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai

Shahid Ahmad Shoaib

zindagi pane ki hasrat hai to marta kyun hai
shahr-e-mamnua se ho kar wo guzarta kyun hai

jab bhi amrit ki koi bund zaban par Tapki
ek ajab zahar sa rag rag mein utarta kyun hai

chhu ke har shai ko guzar jata hai wo sail-e-bala
mere be-nam jazire mein Thaharta kyun hai

hum ko malum hai lamhat ka hasil bhi 'shoeb'
dil magar Dub ke har lamha ubharta kyun hai

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Pane Ki Hasrat Hai To Marta Kyun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.