Koi Chehra Nahin, Urdu Nazam By Shahid Aziz

Koi Chehra Nahin is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahid Aziz. Koi Chehra Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Koi Chehra Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی چہرہ نہیں

شاہد عزیز

صداؤں کے

کوئی چہرے نہیں ہوتے

مگر میں دیکھ سکتا ہوں

ہوائیں مختلف

سمتوں میں بہتی ہیں

تمہارے شہر میں تاریکیاں

سڑکوں پہ سناٹے

یہ سب کس نے اگائے ہیں

کوئی چہرہ نہیں

سہما ہوا ہے رات کا سورج

ہوائیں مختلف

سمتوں میں بہتی ہیں

صداؤں کے

کوئی چہرے نہیں ہوتے

مگر میں دیکھ سکتا ہوں

شاہد عزیز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Chehra Nahin

Shahid Aziz

sadaon ke
koi chehre nahin hote
magar main dekh sakta hun
hawaen muKHtalif
samton mein bahti hain
tumhaare shahr mein tarikiyan
saDkon pe sannaTe
ye sab kis ne ugae hain
koi chehra nahin
sahma hua hai raat ka suraj
hawaen muKHtalif
samton mein bahti hain
sadaon ke
koi chehre nahin hote
magar main dekh sakta hun

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Chehra Nahin written by Shahid Aziz at UrduPoint. Koi Chehra Nahin is one of the masterpieces written by Shahid Aziz. You can also find the complete poetry collection of Shahid Aziz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Aziz' above.

Koi Chehra Nahin is a widely read Urdu Nazam. If you like Koi Chehra Nahin, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.