Mujhe Aawaz Mat Dena, Urdu Nazam By Shahid Aziz

Mujhe Aawaz Mat Dena is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahid Aziz. Mujhe Aawaz Mat Dena comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Mujhe Aawaz Mat Dena on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے آواز مت دینا

شاہد عزیز

مجھے ایسی زمینوں سے

کبھی آواز مت دینا

جہاں پر خواب سارے

ٹوٹ جاتے ہیں

جہاں کے لوگ

ہاتھوں کی لکیروں سے

سیاہی دھو نہیں سکتے

جہاں کے آسمانوں میں

کہیں سورج نہیں ہوتا

کوئی رستہ نہیں ملتا

گھنے تاریک

جنگل سے نکلنے کا

مجھے ایسی زمینوں سے

کبھی آواز مت دینا

ہوا ہو یا کہ پانی ہو

صدا ہو یا کہ سایہ ہو

مجھے اس پار جانا ہے

کہ سورج کو بلانا ہے

شاہد عزیز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Aawaz Mat Dena

Shahid Aziz

mujhe aisi zaminon se
kabhi aawaz mat dena
jahan par KHwab sare
TuT jate hain
jahan ke log
hathon ki lakiron se
siyahi dho nahin sakte
jahan ke aasmanon mein
kahin suraj nahin hota
koi rasta nahin milta
ghane tarik
jangal se nikalne ka
mujhe aisi zaminon se
kabhi aawaz mat dena
hawa ho ya ki pani ho
sada ho ya ki saya ho
mujhe us par jaana hai
ki suraj ko bulana hai

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Aawaz Mat Dena written by Shahid Aziz at UrduPoint. Mujhe Aawaz Mat Dena is one of the masterpieces written by Shahid Aziz. You can also find the complete poetry collection of Shahid Aziz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Aziz' above.

Mujhe Aawaz Mat Dena is a widely read Urdu Nazam. If you like Mujhe Aawaz Mat Dena, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.