Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai, Urdu Ghazal By Shahid Ghazi

Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ghazi. Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے دل میں گھر بھی بناتا رہتا ہے

شاہد غازی

میرے دل میں گھر بھی بناتا رہتا ہے

اور دل پر نشتر بھی چلاتا رہتا ہے

دشمن کی باتوں میں آ کر بھائی مرا

سب سے جانے کیا کیا کہتا رہتا ہے

دیتا ہے پیغام محبت دنیا کو

خود نفرت کی آگ لگاتا رہتا ہے

بھائی مرا جو پیکر تھا ہمدردی کا

راہ میں میری خار بچھاتا رہتا ہے

گم صم اس کی یاد میں رہتا ہے اکثر

آنکھوں سے وہ اشک بہاتا رہتا ہے

وہ تو خود اک پیاسا ہے شاہد غازیؔ

پھر بھی سب کی پیاس بجھاتا رہتا ہے

شاہد غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai

Shahid Ghazi

mere dil mein ghar bhi banata rahta hai
aur dil par nashtar bhi chalata rahta hai

dushman ki baaton mein aa kar bhai mera
sab se jaane kya kya kahta rahta hai

deta hai paigham-e-mohabbat duniya ko
KHud nafrat ki aag lagata rahta hai

bhai mera jo paikar tha hamdardi ka
rah mein meri KHar bichhata rahta hai

gum-sum us ki yaad mein rahta hai aksar
aankhon se wo ashk bahata rahta hai

wo to KHud ek pyasa hai shahid 'ghazi'
phir bhi sab ki pyas bujhata rahta hai

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai written by Shahid Ghazi at UrduPoint. Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai is one of the masterpieces written by Shahid Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ghazi' above.

Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Dil Mein Ghar Bhi Banata Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.