Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai, Urdu Ghazal By Shahid Latif

Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Latif. Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک اک موج کو سونے کی قبا دیتی ہے

شاہد لطیف

ایک اک موج کو سونے کی قبا دیتی ہے

شام سورج کو سمندر میں چھپا دیتی ہے

ایک چہرا مجھے روزانہ سکوں دیتا ہے

ایک تصویر مجھے روز رلا دیتی ہے

عیب شہرت میں نہیں اس کا نشہ قاتل ہے

یہ ہوا کتنے چراغوں کو بجھا دیتی ہے

لوگ آتے ہیں ٹھہرتے ہیں گزر جاتے ہیں

یہ زمیں خود ہی گزر گاہ بنا دیتی ہے

کسی چہرے میں نظر آتا ہے کوئی چہرا

کوئی صورت کسی صورت کا پتا دیتی ہے

نیل میں راستہ بننا تو ہے دشوار مگر

میری غیرت مرے ہاتھوں میں عصا دیتی ہے

شاہد لطیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai

Shahid Latif

ek ek mauj ko sone ki qaba deti hai
sham suraj ko samundar mein chhupa deti hai

ek chehra mujhe rozana sukun deta hai
ek taswir mujhe roz rula deti hai

aib shohrat mein nahin is ka nasha qatil hai
ye hawa kitne charaghon ko bujha deti hai

log aate hain Thaharte hain guzar jate hain
ye zamin KHud hi guzargah bana deti hai

kisi chehre mein nazar aata hai koi chehra
koi surat kisi surat ka pata deti hai

nil mein rasta banna to hai dushwar magar
meri ghairat mere hathon mein asa deti hai

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai written by Shahid Latif at UrduPoint. Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai is one of the masterpieces written by Shahid Latif. You can also find the complete poetry collection of Shahid Latif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Latif' above.

Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Ek Mauj Ko Sone Ki Qaba Deti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.