Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai, Urdu Ghazal By Shahid Meer

Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Meer. Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجمع مرے حصار میں سیلانیوں کا ہے

شاہد میر

مجمع مرے حصار میں سیلانیوں کا ہے

جنگل ہوں میرا فرض نگہ بانیوں کا ہے

قطرے گریز کرنے لگے روشنائی کے

قصہ کسی کے خون کی ارزانیوں کا ہے

خوش رنگ پیرہن سے بدن تو چمک اٹھے

لیکن سوال روح کی تابانیوں کا ہے

رونے سے اور لطف وفاؤں کا بڑھ گیا

سب ذائقہ پھلوں میں نئے پانیوں کا ہے

سو بستیاں اجاڑیے دل کو نہ توڑیئے

یہ سنگ محترم کئی پیشانیوں کا ہے

محفوظ رہ سکیں گے سفینے کہاں تلک

موجوں میں بند و بست ہی طغیانیوں کا ہے

ہوتی ہیں دستیاب بڑی مشکلوں کے بعد

شاہدؔ حیات نام جن آسانیوں کا ہے

شاہد میر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai

Shahid Meer

majma mere hisar mein sailaniyon ka hai
jangal hun mera farz nigahbaniyon ka hai

qatre gurez karne lage raushnai ke
qissa kisi ke KHun ki arzaniyon ka hai

KHush-rang pairahan se badan to chamak uThe
lekin sawal ruh ki tabaniyon ka hai

rone se aur lutf wafaon ka baDh gaya
sab zaiqa phalon mein nae paniyon ka hai

sau bastiyan ujaDiye dil ko na toDiye
ye sang-e-mohtaram kai peshaniyon ka hai

mahfuz rah sakenge safine kahan talak
maujon mein band-o-bast hi tughyaniyon ka hai

hoti hain dastiyab baDi mushkilon ke baad
'shahid' hayat nam jin aasaniyon ka hai

(411) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai written by Shahid Meer at UrduPoint. Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai is one of the masterpieces written by Shahid Meer. You can also find the complete poetry collection of Shahid Meer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Meer' above.

Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Majma Mere Hisar Mein Sailaniyon Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.