Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar, Urdu Ghazal By Shahid Meer

Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Meer. Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنسوؤں میں ذرا سی ہنسی گھول کر

شاہد میر

آنسوؤں میں ذرا سی ہنسی گھول کر

زہر اس نے دیا زندگی گھول کر

اس کے چہرے پہ لکھنا ہے کوئی غزل

روشنائی میں کچھ چاندنی گھول کر

ایک کار زیاں کے سوا کچھ نہیں

دیکھ لی شور میں خامشی گھول کر

دور حاضر کے سچے غزل کار ہم

ایک لمحے میں لائے صدی گھول کر

ایک اخبار بھی آج ایسا نہیں

دے خبر صبح کی روشنی گھول کر

دھوپ کی تیزیاں کچھ تو مدھم پڑیں

دیکھیے موسموں کی نمی گھول کر

نرم لفظوں میں ہو ذکر بیگانگی

بات کڑوی کہو چاشنی گھول کر

شاہد میر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar

Shahid Meer

aansuon mein zara si hansi ghol kar
zahr us ne diya zindagi ghol kar

us ke chehre pe likhna hai koi ghazal
raushnai mein kuchh chandni ghol kar

ek kar-e-ziyan ke siwa kuchh nahin
dekh li shor mein KHamushi ghol kar

daur-e-hazir ke sachche ghazal-kar hum
ek lamhe mein lae sadi ghol kar

ek aKHbar bhi aaj aisa nahin
de KHabar subh ki raushni ghol kar

dhup ki teziyan kuchh to maddham paDin
dekhiye mausamon ki nami ghol kar

narm lafzon mein ho zikr-e-begangi
baat kaDwi kaho chashni ghol kar

(513) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar written by Shahid Meer at UrduPoint. Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar is one of the masterpieces written by Shahid Meer. You can also find the complete poetry collection of Shahid Meer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Meer' above.

Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aansuon Mein Zara Si Hansi Ghol Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.