Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui, Urdu Ghazal By Shahid Najibabadi

Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Najibabadi. Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کام نہ آئی کچھ بھی یارو میرے رقیبوں کی بد خوئی

شاہد نجیب آبادی

کام نہ آئی کچھ بھی یارو میرے رقیبوں کی بد خوئی

فضل خدا سے ہوا زیادہ عشق مرا اس کی خوش روئی

ہنس کر دیکھے تو کھل جاؤں وہ منہ پھیرے تو مرجھاؤں

میرے احساسات کو اس نے کر ڈالا چھوئی موئی

آپ کے مرہم سے تو میرے زخم ہوئے ہیں اور زیادہ

آپ ہی ٹھہرے چارہ گر تو کس کو مجال چارہ جوئی

خزاں میں بھی ہوں چاک گریباں رفو کروں آخر میں کب تک

کہاں کا دامن کیسی بخیہ بھاڑ میں جائے دھاگا سوئی

اللہ سے ہے تجھ کو الفت حوروں سے ہے تجھ کو رغبت

یہ تو بتا زاہد سجدے میں ہوتی ہے کیسے یکسوئی

میرے ہی کہنے پر شاہدؔ چھپ کر ملنے آیا تھا وہ

لوگوں نے یہ بات ذرا سی شہر میں کر دی روئی روئی

شاہد نجیب آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui

Shahid Najibabadi

kaam na aai kuchh bhi yaro mere raqibon ki bad-KHui
fazl-e-KHuda se hua ziyaada ishq mera us ki KHush-rui

hans kar dekhe to khil jaun wo munh phere to murjhaun
mere ehsasat ko us ne kar Dala chhui-mui

aap ke marham se to mere zaKHm hue hain aur ziyaada
aap hi Thahre chaaragar to kis ko majal-e-chaara-jui

KHizan mein bhi hun chaak-gareban rafu karun aaKHir main kab tak
kahan ka daman kaisi baKHiya bhaD mein jae dhaga sui

allah se hai tujh ko ulfat huron se hai tujh ko raghbat
ye to bata zahid sajde mein hoti hai kaise yaksui

mere hi kahne par 'shahid' chhup kar milne aaya tha wo
logon ne ye baat zara si shahr mein kar di rui rui

(285) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui written by Shahid Najibabadi at UrduPoint. Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui is one of the masterpieces written by Shahid Najibabadi. You can also find the complete poetry collection of Shahid Najibabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Najibabadi' above.

Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaam Na Aai Kuchh Bhi Yaro Mere Raqibon Ki Bad-KHui, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.