Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai, Urdu Ghazal By Shahida Lateef

Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahida Lateef. Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہا کرنا نہیں ان کو انہیں آباد رکھنا ہے

شاہدہ لطیف

رہا کرنا نہیں ان کو انہیں آباد رکھنا ہے

سنہری خواہشوں کو قید میں دل شاد رکھنا ہے

وہ دن بھی یاد رکھنا ہے ابھی جو کل ہی بیتا ہے

جو اب ماضی کا حصہ ہے ہمیشہ یاد رکھنا ہے

خدا خود بستیوں کے فیصلے کرتا ہے حکمت سے

کسے آباد رکھنا ہے کسے برباد رکھنا ہے

بہت سے لوگ آئیں گے تمہاری زندگانی میں

مگر ہر دم کسی کے خال و خد کو یاد رکھنا ہے

کوئی موسم ہو کوئی امتحان رنج و راحت ہو

ہمیں تو شاہدہؔ ہر حال میں دل شاد رکھنا ہے

شاہدہ لطیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai

Shahida Lateef

riha karna nahin un ko unhen aabaad rakhna hai
sunahri KHwahishon ko qaid mein dil-shad rakhna hai

wo din bhi yaad rakhna hai abhi jo kal hi bita hai
jo ab mazi ka hissa hai hamesha yaad rakhna hai

KHuda KHud bastiyon ke faisle karta hai hikmat se
kise aabaad rakhna hai kise barbaad rakhna hai

bahut se log aaenge tumhaari zindagani mein
magar har-dam kisi ke KHal-o-KHad ko yaad rakhna hai

koi mausam ho koi imtihan-e-ranj-o-rahat ho
hamein to 'shahida' har haal mein dil-shad rakhna hai

(421) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai written by Shahida Lateef at UrduPoint. Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai is one of the masterpieces written by Shahida Lateef. You can also find the complete poetry collection of Shahida Lateef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahida Lateef' above.

Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Riha Karna Nahin Un Ko Unhen Aabaad Rakhna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.