Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya, Urdu Ghazal By Shahida Lateef

Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahida Lateef. Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں تجھ کو سوچنے بیٹھی تو یہ خیال آیا

شاہدہ لطیف

میں تجھ کو سوچنے بیٹھی تو یہ خیال آیا

کہ آفتاب محبت کو کیوں زوال آیا

ہماری حالت دل دیکھنے کے قابل تھی

تری جدائی کا جب سامنے سوال آیا

خدا کے فضل سے حاصل سدا عروج رہا

ہماری سوچ کے سورج کو کب زوال آیا

ہوس پرست اندھیروں نے اس کو گھیر لیا

افق پہ جب بھی کسی کا مہ جمال آیا

ہنر کی دولت بے مثل یوں نہیں پائی

جلا ہے خون جگر تب کہیں کمال آیا

کئی تھے اہل طلب لاکھ خوبیوں کے مگر

ہماری زیست میں اک شخص بے مثال آیا

شاہدہ لطیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya

Shahida Lateef

main tujh ko sochne baiThi to ye KHayal aaya
ki aaftab-e-mohabbat ko kyon zawal aaya

hamari haalat-e-dil dekhne ke qabil thi
teri judai ka jab samne sawal aaya

KHuda ke fazl se hasil sada uruj raha
hamari soch ke suraj ko kab zawal aaya

hawas-parast andheron ne us ko gher liya
ufuq pe jab bhi kisi ka mah-e-jamal aaya

hunar ki daulat-e-be-misl yun nahin pai
jala hai KHun-e-jigar tab kahin kamal aaya

kai the ahl-e-talab lakh KHubiyon ke magar
hamari zist mein ek shaKHs be-misal aaya

(477) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya written by Shahida Lateef at UrduPoint. Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya is one of the masterpieces written by Shahida Lateef. You can also find the complete poetry collection of Shahida Lateef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahida Lateef' above.

Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Tujhko Sochne BaiThi To Ye KHayal Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.