Insaf, Urdu Nazam By Shahnaz Nabi

Insaf is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahnaz Nabi. Insaf comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Insaf on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انصاف

شہناز نبی

میں نے کچھ بولنے کی کوشش کی تو

مجھے اک کٹہرا فراہم کر دیا گیا

میں گواہ ہوں

لیکن چشم دید نہیں

مقدس کتاب پر ہاتھ رکھ کر قسم کھاؤ

جو بھی کہوں گی سچ کہوں گی

سچ کے سوا کچھ بھی نہیں

میں نے قسم کھائی

اور گواہی دی

میری ہلاکت چشم دید نہ تھی

سو قاتل آج بھی گھومتا ہے آزادانہ

مگر میں قید ہوں

جھوٹی گواہی کے الزام میں

اب بھی

شہناز نبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Insaf

Shahnaz Nabi

main ne kuchh bolne ki koshish ki to
mujhe ek kaTahra faraham kar diya gaya
main gawah hun
lekin chashm-did nahin
muqaddas kitab par hath rakh kar qasam khao
jo bhi kahungi sach kahungi
sach ke siwa kuchh bhi nahin
main ne qasam khai
aur gawahi di
meri halakat chashm-did na thi
so qatil aaj bhi ghumta hai aazadana
magar main qaid hun
jhuTi gawahi ke ilzam mein
ab bhi

(437) ووٹ وصول ہوئے

You can read Insaf written by Shahnaz Nabi at UrduPoint. Insaf is one of the masterpieces written by Shahnaz Nabi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Nabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Nabi' above.

Insaf is a widely read Urdu Nazam. If you like Insaf, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.