Kuan Aur Dol, Urdu Nazam By Shahnaz Nabi

Kuan Aur Dol is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahnaz Nabi. Kuan Aur Dol comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Kuan Aur Dol on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کنواں اور ڈول

شہناز نبی

کوئیں بڑھتے ہیں

بڑھتی جاتی ہے پیاس

من ڈولتا ہے

ڈول ڈالنے والوں کا

پہلے رسی چرا لیں

پھر ڈول

پھر کنواں

سب ایک دوسرے سے پوچھا کریں گے

کنواں دیکھا

پھر بھول جائیں گے

کنواں اس کا جس کی رسی اور ڈول

قاضی اس کا

جس کے پاس درہم و دینار

گواہوں نے اپنی آنکھیں پھوڑ لی ہیں

ہونٹ سی لئے ہیں

محض شک کی بنیاد پر

فرد جرم عائد نہیں کیا جاتا

انہیں با عزت بری کر دو

شہناز نبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuan Aur Dol

Shahnaz Nabi

kuen baDhte hain
baDhti jati hai pyas
man Dolta hai
Dol Dalne walon ka
pahle rassi chura len
phir Dol
phir kuan
sab ek dusre se puchha karenge
kuan dekha
phir bhul jaenge
kuan us ka jis ki rassi aur Dol
qazi us ka
jis ke pas dirham-o-dinar
gawahon ne apni aankhen phoD li hain
honT si liye hain
mahaz shak ki buniyaad par
fard-e-jurm aaed nahin kiya jata
inhen ba-izzat bari kar do

(440) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kuan Aur Dol written by Shahnaz Nabi at UrduPoint. Kuan Aur Dol is one of the masterpieces written by Shahnaz Nabi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Nabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Nabi' above.

Kuan Aur Dol is a widely read Urdu Nazam. If you like Kuan Aur Dol, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.