Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke, Urdu Naat By Shahnaz Naqvi

Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke is a famous Urdu Naat written by a famous poet, Shahnaz Naqvi. Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke comes under the Islamic category of Urdu Naat. You can read Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرکار دو جہاں ہیں سردار انبیا کے

شہناز نقوی

سرکار دو جہاں ہیں سردار انبیا کے

تخلیق کا ہیں باعث محبوب ہیں خدا کے

معراج کی تھی جو شب پردے میں اس نے دیکھے

راز و نیاز جیسے بندے کے اور خدا کے

مدحت انہیں کی لب پہ جاری رہے ہمیشہ

ہونٹوں تک آ گئے ہیں کچھ لفظ یہ دعا کے

وہ امن و آشتی کا پیغام لے کے آئے

سربستہ راز کھولے اللہ کی رضا کے

انسانیت کو جینا سکھلا دیا انہیں نے

بتلا دئے قرینے انسان کو بقا کے

موت اور زندگی کے مطلب بدل دئے ہیں

آل نبی نے جیسے کرب و بلا میں آ کے

شہناز نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke

Shahnaz Naqvi

sarkar-e-do-jahan hain sardar ambiya ke
taKHliq ka hain bais mahbub hain KHuda ke

mearaj ki thi jo shab parde mein us ne dekhe
raaz-o-niyaz jaise bande ke aur KHuda ke

midhat unhin ki lab pe jari rahe hamesha
honTon tak aa gae hain kuchh lafz ye dua ke

wo amn-o-ashati ka paigham le ke aae
sar-basta raaz khole allah ki raza ke

insaniyat ko jina sikhla diya unhin ne
batla diye qarine insan ko baqa ke

maut aur zindagi ke matlab badal diye hain
aal-e-nabi ne jaise karb-o-bala mein aa ke

(2336) ووٹ وصول ہوئے

You can read Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke written by Shahnaz Naqvi at UrduPoint. Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke is one of the masterpieces written by Shahnaz Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Naqvi' above.

Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke is a widely read Urdu Naat. If you like Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke, you will also like to read other famous Urdu Naat.

You can also read Islamic Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.