Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بندہ اگر جہاں میں بجائے خدا نہیں

شیخ ظہور الدین حاتم

بندہ اگر جہاں میں بجائے خدا نہیں

لیکن نظر کرو تو خدا سے جدا نہیں

نقطے کا فرق ہے گا خدا اور جدا میں دیکھ

صورت میں گر چھپا ہے بمعنی چھپا نہیں

ہر شے کے بیچ آپ نہاں ہو عیاں ہوا

دیکھا تو ہم نے اس سا کوئی خود نما نہیں

حیران عقل کل کی ہے اس کی صفت کو دیکھ

سب جا میں جلوہ گر ہے مگر ایک جا نہیں

لذت چکھا کے دل کے تئیں ہجر و وصل کی

حاتمؔ سے مل رہا ہے اور اب تک ملا نہیں

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin

Shaikh Zahuruddin Hatim

banda agar jahan mein bajae KHuda nahin
lekin nazar karo to KHuda se juda nahin

nuqte ka farq hai ga KHuda aur juda mein dekh
surat mein gar chhupa hai ba-mani chhupa nahin

har shai ke bich aap nihan ho ayan hua
dekha to hum ne us sa koi KHud-numa nahin

hairan aql-e-kul ki hai us ki sifat ko dekh
sab ja mein jalwa-gar hai magar ek ja nahin

lazzat chakha ke dil ke tain hijr o wasl ki
'hatim' se mil raha hai aur ab tak mila nahin

(309) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.