Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق میں پاس جاں نہیں ہے درست

شیخ ظہور الدین حاتم

عشق میں پاس جاں نہیں ہے درست

اس سخن میں گماں نہیں ہے درست

کسو مشرب میں اور مذہب میں

ظلم اے مہرباں نہیں ہے درست

ڈر نہ دشمن کوں کڑکڑانے میں

بانگ مرغی کے یاں نہیں ہے درست

کئی دیوان کہہ چکا حاتمؔ

اب تلک پر زباں نہیں ہے درست

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust

Shaikh Zahuruddin Hatim

ishq mein pas-e-jaan nahin hai durust
is suKHan mein guman nahin hai durust

kisu mashrab mein aur mazhab mein
zulm ai mehrban nahin hai durust

Dar na dushman kun kaDkaDane mein
bang murghi ke yan nahin hai durust

kai diwan kah chuka 'hatim'
ab talak par zaban nahin hai durust

(283) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Mein Pas-e-jaan Nahin Hai Durust, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.