Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر میں پھرتا ہے وہ مے خوار مست

شیخ ظہور الدین حاتم

شہر میں پھرتا ہے وہ مے خوار مست

کیوں نہ ہو ہر کوچہ و بازار مست

ہو گئی اس کا قد و رخسار دیکھ

سرو قمری بلبل و گل زار مست

زاہدو اٹھ جاؤ مجلس سے کہ آج

بے طرح آتا ہے وہ مے خوار مست

جس کے گھر جاتا ہے وہ دارو پیے

ہو ہے اس گھر کے در و دیوار مست

سر کو قدموں پر دھر اس کے لوٹیے

رات کو آئے اگر وہ یار مست

مے کشو حاتمؔ کو متوالا کہو

ایسا ہم دیکھا نہیں ہشیار مست

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast

Shaikh Zahuruddin Hatim

shahr mein phirta hai wo mai-KHwar mast
kyun na ho har kucha o bazar mast

ho gai us ka qad o ruKHsar dekh
sarw qumri bulbul o gulzar mast

zahido uTh jao majlis se ki aaj
be-tarah aata hai wo mai-KHwar mast

jis ke ghar jata hai wo daru piye
ho hai us ghar ke dar-o-diwar mast

sar ko qadmon par dhar us ke loTiye
raat ko aae agar wo yar mast

mai-kasho 'hatim' ko matwala kaho
aisa hum dekha nahin hoshiyar mast

(369) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Mein Phirta Hai Wo Mai-KHwar Mast, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.