Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Azmi

Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Azmi. Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پروں کو کھول زمانہ اڑان دیکھتا ہے

شکیل اعظمی

پروں کو کھول زمانہ اڑان دیکھتا ہے

زمیں پہ بیٹھ کے کیا آسمان دیکھتا ہے

ملا ہے حسن تو اس حسن کی حفاظت کر

سنبھل کے چل تجھے سارا جہان دیکھتا ہے

کنیز ہو کوئی یا کوئی شاہزادی ہو

جو عشق کرتا ہے کب خاندان دیکھتا ہے

گھٹائیں اٹھتی ہیں برسات ہونے لگتی ہے

جب آنکھ بھر کے فلک کو کسان دیکھتا ہے

یہی وہ شہر جو میرے لبوں سے بولتا تھا

یہی وہ شہر جو میری زبان دیکھتا ہے

میں جب مکان کے باہر قدم نکالتا ہوں

عجب نگاہ سے مجھ کو مکان دیکھتا ہے

شکیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai

Shakeel Azmi

paron ko khol zamana uDan dekhta hai
zamin pe baiTh ke kya aasman dekhta hai

mila hai husn to is husn ki hifazat kar
sambhal ke chal tujhe sara jahan dekhta hai

kaniz ho koi ya koi shahzadi ho
jo ishq karta hai kab KHandan dekhta hai

ghaTaen uThti hain barsat hone lagti hai
jab aankh bhar ke falak ko kisan dekhta hai

yahi wo shahr jo mere labon se bolta tha
yahi wo shahr jo meri zaban dekhta hai

main jab makan ke bahar qadam nikalta hun
ajab nigah se mujh ko makan dekhta hai

(4028) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai written by Shakeel Azmi at UrduPoint. Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Azmi' above.

Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Paron Ko Khol Zamana UDan Dekhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.