Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De, Urdu Ghazal By Shakeel Azmi

Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Azmi. Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ندی کا آب دیا ہے تو کچھ بہاؤ بھی دے

شکیل اعظمی

ندی کا آب دیا ہے تو کچھ بہاؤ بھی دے

مری غزل کو نیا پن بھی دے رچاؤ بھی دے

چلا کے سرد ہوا مجھ کو منجمد بھی کر

پگھل کے پھیلنا چاہوں تو اک الاؤ بھی دے

کہ جس کے درد کا احساس تیرے جیسا ہو

کبھی کبھی مری فطرت کو ایسا گھاؤ بھی دے

عذاب سیل مسلسل جو دے رہا ہے مجھے

تو سطح آب پہ چلنے کو ایک ناؤ بھی دے

مسافرت کے کئی مرحلے تمام ہوئے

کہ میری خانہ بدوشی کو اب پڑاؤ بھی دے

شکیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De

Shakeel Azmi

nadi ka aab diya hai to kuchh bahaw bhi de
meri ghazal ko naya-pan bhi de rachaw bhi de

chala ke sard hawa mujh ko munjamid bhi kar
pighal ke phailna chahun to ek alaw bhi de

ki jis ke dard ka ehsas tere jaisa ho
kabhi kabhi meri fitrat ko aisa ghaw bhi de

azab-e-sail-e-musalsal jo de raha hai mujhe
to sath-e-ab pe chalne ko ek naw bhi de

musafirat ke kai marhale tamam hue
ki meri KHana-badoshi ko ab paDaw bhi de

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De written by Shakeel Azmi at UrduPoint. Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De is one of the masterpieces written by Shakeel Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Azmi' above.

Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nadi Ka Aab Diya Hai To Kuchh Bahaw Bhi De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.